#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi MeHello 

Doston ! namaskar . 

Aap Sabhi ka mere blog / Website "Gyan Ka Phool" me Hardik Swagat hai. Aaj ke is post me hum janenge ki kisi Blog ya website me traiffic kaise badhaya jata hai.  "How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me "

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me


Doston! kisi bhi blog ya website ke lie blog traffic mahatwapurn hota hai. blog ke traffic ke upar hi aapke website kaa pura pura balance banta hai. yun kahen ki apke blog ke traiffic ke dwara hi aapke blog ko success milta hai aur aapko aage aaakaar logo ko support karne kaa hoonar. 

ek or jahan log website bnakar Populor ho rahe hai to wahi dusari or log website  bnakar paise bhi kama rahe hai. aarthat self earning kar rahe hai online. is lie aaj sab ke sab log sabse pahle jis poin par dhayan de rahe hai , wo point hai - 

" WEbsite kaise bnae" 
 "Website Banakar Paise kaise Kamae."
Yaa " Website se Online  Earnning kaise kiya jae:"
aathawa " Website Par Traffic kaise badhaya jae?" 

ye Ese kuchh word hai doston jin word ko acsar internet par new ya old blogger ya website designer karta hi hai. chale wo website nirmata ya website designer kisi bhi plate form me apna website ya blog bna raha ho jaise wordpress ya blogger me . 

Blog yaa websie to banane wala bade hi aasani se bnaa lega par us website ya blog kaa mahatwa tabhi hai jab us website me achche khase padhane wale reader aae jo ki online hi aate hai.  aarthat aapke blog kaa online traffic kaphi adhik hona chahie tabhi aap blogging ya website designe contant writing me aage aa sakte hai . aur aage aakar ke online erning ya kamai kar sakte hai . 

ab aap samajh chuke honge ki kisi bhi blog ya website ke lie blog trafffic kitna mahatwapurn hota hai . aaj ke is post me main aapko 2022 ki kuch khaasa funda yaa tricks batane jaa raha hu , is tricks kaa upyog karke aap badhi hi aasani se apne  blog ya website me traffic increase ya badha paenge aurn online  earning ya kamai karne aa apka sapna  pura hoga.  

to doston aaeye un kuchh khaas binduo yaa point ki or chalte hai jisse follow karke aap bade aasani se apne blog ki traffic online / offline increase  kar sakte hai . 

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me :

Blogg par Online traffic badhane ke lie nimn likhit tariko / widhiyo / Method ko aapna chahie.  in triko / tricks ya method ka upyog karke  aap badhi hi aasani se apne blog / ya website ke traffic ko increase kare sakte hai .  

1. User friendly blog design & Contant banaye : 

Doston! aapka blog kaa designe user fraindly hona chahie. apka blog yaa website is tarike se bna hona chahie ki user us blog ko bade hi aasani se read kar sake. iske sath sath hi aapko apne blog k lay out ko kuchh is tarah kaa layout set karke rakhana hai ki user aapke blog ko puri tarah se ghuum ghum karke padh / read kar sake . means aapka blog pura kaa pura user ko support kare ese atttractive dhang se aapko apna blog taiyar karna hoga. 

yakin manie doston, yadi esa blog aapne taiyar kar dia aur aapne site par visite kie gae visitor ko unke dwara mangi / chahi gai sahi jankari aapne de diya to wo visitor aapke blog me bar bar visite karega jisse aapke blog kaa traffic badhta chaala jaega. jisse aap badi aasani se earning kar sakte hai. jo ki lagbhag har blogger kaa sapna hota hai .

2. professional & user seo friendly blog design  बनाये ?

Doston! apko apne blog par traffic increase karne ke lie  blog ko user friendly contant likhane ke sath sath aapko apne blog ke layout ko bhi mahatwa ya important dene honge. kyo ki user aapke blog par tabhi bar bar visite karega jab unko apka blog kaa layout pasand aae. aapko apne blog aa layout taiyar karte wakt user ko dhayan me rakhkar hi blog / ya website ke lie tamplet kaa chayan karna chahie. yadi aap apne blog me user friendly tamplate yaaa theme  kaa use karke ek achha our proffesional blog taiya karte hai to aapke blog par taraffic aana swabhavik aur samaanya bat ho jaega. 

Yahan niche kuchh tarike die jaa rahe hai inki maadad se ya in tariko se aap apne blgo ko user ans SEO friendly bna sakter hai . ye tarike nimn likhit hai. -

i. theme professional honi chahie,
ii. Them me Sabhi vikalp hone chahie jaise "side bar, footer, header, navigations pane ityadi. " 
iii. Blog theme light weight ho to jyada achha hai user aur seo k hisab se.
iv. Blog kaa color aur theme responsive hona chahie
v. Blog ya website ki theme mobile friendly hona chahie. 
vi. Blog ki theme loding ke hisab se fast hona chahie . 
Vii. Blog ya website ka layout simple aur sadharan hona chahie. 
viii. Blog par jaruri sabhi jaruri link maujud hone chahie. 
ix . Blog yaa website me sabhi navigation menu bane hone chahie. 
x blog me kam se kam add ya vigyapan lage  hone chahie . 
xi . blog me sabhi jaruri pages contact as, Privacy policy, Terms  & conditions , and Disclimer pages bane hon chahie. Google ko samajhne ke lie ye bahut hi important hai.
xi. blog ke sabhi navigation pannel kaa use karna chahie jisme side bar me blog me maujud sabhi pages and post ki list honi chahie .

In tariko ka Use karke aap badi aasani se apna ek proffessional aur seo friendly blog taiyar kar sakte hai. 

3. seo friendly content  लिखे : 

Doston! aapko apne blog par traffic increase karenne ke lie aapko apne blog par post ke contant ko is tarah se taiyar kane honge ki user unhe padhkar utsahit ho na ki ulte padhkar bor hone lage . aapko contatnt me kuchha ese word kaa use karne honge jisse padhkar usere me josh utpannn ho jae. jisse wah blog reader yaa visitor aapke blog par dubara visite kare.  ye contant ese hone chahie ki ye SEO ya search engine optimization ke hisab se hone chahie. seo friendly contant hone se koi bhi user bade aasani se kisi bhi search engine se directly aapke blog ko visite karta hai . jo ki kisi bhi blogger ke lie bahut hi mahatwapurn bat hota hai. 

yadi wah blog visiter aapke blog par dobara visite karna chahega yaa aapke blog se wo future me aurr jankariyan lena chahega to wo aapke blog ya website kaa bookmark bnakar rakhega jisse wo aasani se search engine me search karke visite karne ke bajae Direct hi aapke blog ya website ko visite karega.  is lie seo friendly contant likhane kaa prayas kijie . 

4. ब्लॉग पर high quality content लिखे :

Doston! blog par chahe paise kamane kee bat ho yaa blog par traffic increse karne ki bat . sabhi me jo bat comman hai wo hai blog ke contant ki quality ki. blog par traffic banae rakhne ke lie blog kaa kantant hi mahatwapurn bhumika nibhate hai. Contant hi hote hai jinko search engine follow karta hai. aur user ko aapke page yaa website yaa blog tak lata hai. 

5. blog post length (ब्लॉग पोस्ट की लम्बाई ) : 

Doston! blog par traffic pane ke lie aapke blog par post lenght kuchh is prakar hone chahie ki  aaapke blog par jitne bhi searh query hai unhe sahi tarike se istemal kiye ja sake. in search query kaa istemal aap apne blog post ke lenth ko badhakar bade hi aasani se kar sakte hai. 

Blog me jab blog ke lenght ki bat aati hai to blogger me kam se kam 500 - se 700 word ki blog to pratyek blog yaa website writer to likhata he hai. but yahi rukkar we galti kar dete hai. kyuki aaj contant me compitittion ka daur hai jisme har koi aage aane ke lie prayas rat hai . 

yadi aapko apne post ko google me top par lana hai to aapko apne blog ke post ko compitition ke hisab se likhana hoga. iske lie aapko kam se kam 2000 se 4000 word ki contant aapko apne pratyek post me taiyar karne honge . tabhi jakar ke  aapka post kisi bhi search engine me rank ya grow ho paega. jisse visiter aapke blog ko visite karta hai. aur aapke blog ka traffic badhta hai. 

6. Uses of keyword research Tool (की वर्ड रिसर्च टूल का इस्तेमाल ) : 

Doston! Blog bana lene ke bad aapko post likhate waqt key word research jarur karne chahie. Jiska kaaran yah hai ki . aaj pratyek key word par compitition badh gya hai . ese me aap kuchh key word researcher tool kaa istemal karke yah pata kar sakte hai ki kin key word me compition jyada hai . in keyword ko ignor karke low compitition key word kaa use karke aa bade hi aasani se  apne blog me online traffic prapt kar sakte hai . 

7. Adjust blog / Template or /  Theme loading speed :

Doston! Blog par aadhike matra me visiter prapt karne ke blog kaa loading speed bhi bahut mahutwapurn hota hi . kyki jab koi bhi visite aapke blog par visite karna chahta hi aur aapke blog par visite karta hi. but yadi apke blog kaa loding speed kam hai to visite intejar karne ke bajay returne click kar deta hai jisee wah aapke website yaa blog me aapne ke bajaya wapas chala jata hai search me . isse aapko traffic kaa nukshan hota hai. jisse aapko hone wale website ya blog se kamai par bhi asar hota hai sath hi sath user ko bhi sahi jankariya nahi mil pata hai unka bhi samay barbad hota hai.  

is prakar se is tarah user aur web designer ya blogger dono kaa hi nuksan hota hi. is lie blog ya website me theme yaa tamplate ko is tarah se use kia jana chahie ki website kaa loading speed kam hone chahie . jyaada hevy blog tamplate yaa theme kaa upyog blog me nahi kia jana chahhie. 

blog loading speed BAdhane ke tarike : 

Doston! aapko apne blog ke loading speed ko badhana hoga ye to aap bakhubi upar ke topic se jan chuke honge . yahan kuchh tarike die jaa rahe hai jisse aap apne blog yaa website ke loading speed ko bade aasani se badha sakte hai - 

i. Blog image ko generation ke anusar hi optimize ya SEO kiya jana chahie. 

ii. sabhi jawascript (js) aur (css) "Cascading style sheet" file ko minify jarur karen. 

iii. Achhhi Quality kaa web hosting server ka use kare. 

iv. premium light weight theme use karen. 

v. Blog ya website me redirect ka use na karen. 

ye kuchh tarike the jinke madad se aap apne website ke loading speed ko badha sakte hai. 

8. guest posting/ Guest Post likhe : 

Doston! yadi aap apne post web me yaa blog website me adhik se adhik visiter lana chahte hai to aap online kisi bhi populor online website me guest posting kar sakte hai. 

issse aapke blog k lie back link banane kaa mauka milta hai. is tarah se aapke blog me traffic badhta hai.  guest posting se aap bade hi aasani se ek website ya blog ke trafffic ko dusre blog ya website me transfer ya sthanantarit kar sakte hai .

guest post likhane hetu sawdhaniyan yaa sujhav : 

i . Guest post likhane se pahle us website yaa blog kaa DA aur PA check jarur kar lena chahie. 

ii.  Apka Blog jis topic par hai usi topic ke blog yaa website par hi aapko guest post karne chahie. isse aapka sakaratmak image banta hai. 

iii. Guest post karne ke lie blog kaa chayan karte waqk ese blog ka chayan karen jis blog yaa website pr monthly traffic lakhon me hon. 

vi. Guest post likhte waqt aapko is bat pe dhyan dena hai ki aapko apne post me kewl heigh quality contant ka use hi karne hi.

iv.  Guest post me contant likhate samaya apne contant ke bich bich me kisi bhi jagah par kisi khas word ko indicate karte hue unke explation dene hetu apne blog ke post kaa url aap de  sakte hai . aarthat us khas word kaa use karke lie aap apne blog ke lie back link bana sakte hai. jiski madad se koi bhi other website kaa use aapke blog ko visit krega . 

in tariko ko apnakar aap badi hi aasani se guest post karke apne blog par lakho taraffic prapt kar sakte hai. 

9. Online join forum And Qurra websites : 

Doston! aapko apne blog par traffic badhane ke lie logo ke bich jane honge . kisi bhi online forum ya qurra jaise website me jaakar aap logo ki madad kar sakte hai. in online websites me lakhon ki sankhaya me visitor visite karte hai. in website me jakar aap logo ko comment ke madhyam se jawab de sate hai ya aap apna khud kaa prasna yaa question taiyar kar sakte hai. jinke jawab online use blog ke visiter denge. jisse aapka aur us blog yaa forum ke visiter logo ke bich connection banta hai . 

Us blog yaa forum ya qurra ka visiter aapko janna chahegaa. jisse wo aapse samparka karega yaa apke persanal jankariya lega us dauran vah aapke blog ya website ko visite karta hai. jisse aapke website ya blog ka traffic increase hota chala jata hai . is prakar se aap apne blog ya website kaa traffic bade hi aasani se badha sakte hai . 

10. Forum yaa Qurra Se Traffic Kaise laye ?  jankari   : 

i. Sabse pahle aapko apna ek account Forum yaa Qurra ke website me jakarke creat kar lena hai. 

ii. account create hone ke bad aapko daily us account me active rahna hai . kisi nischit samay me. aur logo se judne kaa prayas karna hoga. 

iii. aapko forum ya Qurra me active rahne ke daurna aapko apne blog se related topic ke questions dhundhne honge aur un questions ke jawab dene honge. aap apne pratyek jawab me apne blog kaa link bhi de sakte hai . jiss visiter aapke blog ko visite karta hai. 

is prakar aap logo kaa help bhi kar sate hai. unko sahi jankariyan dekar. is tarah se aap bhi apne blog par aasani se aur adhik matra me traffic prapt kar sate hai. 

Is Post men aapne padha/Jana  : 

#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me

COMMENTS

नाम

कान्तिकार्तिक यादव,1,Adsense,2,Alience,1,Bank Knowledge,1,Bhajan,46,Biodata,1,Blogger Templates,22,BLOGGING,64,Body Modifications,5,Border,1,CG Bhojli Geet,1,CG Hostel Superintendent syllabus,1,CG Knowledge,2,CG Lok Geet,52,CG Movie Lyrics,3,CG News,1,CG Suwa Geet,3,Cgnews,3,Chandrayan,1,Changes,1,Cinema,1,Coding,6,Computer,11,Computer Fundamental,9,Courses,1,CSS,13,Darshniy Sthal,1,DCA,1,Desh Bhakti,8,Dilip Sadangi,1,District Dhamtari (CG),1,Download,3,Dukalu Yadav,3,Durga Jas Geet,25,Earning,2,Exam Preparations,5,Festivals,1,Files,1,Films,1,Forms,2,Fruits & Juices,1,Garima Diwakar,1,General Knowledge,28,Gk,6,Godna,1,Google Products,7,Gorelal Barman,1,Government,12,Helth Care,4,Hindi,1,Hindi kahaniyan,3,Hindi Song Lyrics,14,History,8,Holi Geet,1,HTML,17,IAS,1,Internet,1,Kanti Kartic Yadav,1,KANTIKARTIK YADAV JAS GEET,1,Kavita Kosh,9,Keyword Research Tools,1,Khanij,1,Khanij Sansadhan,1,Krishana bhajan,1,larics,7,Lifestyle,2,Loc Geet,25,Lows,2,lyrics,69,Mahabharat,6,Mango Fruits,1,Medical Knowledge,2,Medicine,2,Mehndi,1,Microsoft Office,1,Mobile,2,Mohummad Rafi,1,Movie,1,Ms Excel,1,Namami Datt,1,Nature,1,Navic,1,NEWS,17,Organizations,1,Pain killer,1,Panchtantra ki kahani,3,Parmanand Katholiya,1,PGDCA,1,Pierchings,1,Populor,1,Pratha,2,Product Keys,2,Recipy / Pakwan,1,Requirements,1,Roop Kumar Rathod,1,Sahitya Lekh,13,Satellite's,6,Satnam Bhajan (CG),7,Screen Recorder,1,Search Engine Optimization (SEO),27,Security,2,Security Guard Services,1,Sergery,1,Services,1,Sex,2,Sharad Mor Sati Maa Song Lyrics,1,Shiv Shankar Bhajan,2,Softwares,2,Sonu Nigam,1,Space News,1,Sree Radha Bhajan,2,Story,3,Sunil Soni,1,Suraj Singh Joshi,1,Swarna Diwakar,1,Syllabus,2,Tatoo,3,Tatoo & Pierchings,1,Taurist,1,Telicome India,1,Templates,19,Temple,1,Terrorist,1,Tips & Tricks,8,Traditional Punjabi Dholki Songs Lyrics,1,UP NEWS,1,Vaivahik,1,War,6,Web Browser,1,WEBSITE,62,Windows,1,World Knowledge,1,Youtube,2,
ltr
item
Gyan Ka Phool: #BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me
#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me
#BlogTraffic | How to Increase any blog or Website traffic? | Blog ya Website par traffic Badhane ki jankari | Hindi Me
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhL3q70uZN1A1HxnUgv6jJAW_tEDp_uDTUSKeiNH-Rni3DxYL1Tv_knRtb14ToCStdYZMt-9hw4WgYT_jUZQOGLcfO3QqnPgj5JM3FqLR8m01NwrtSMDZZlrEd4NN2N1q-OlYcsOx6HiE3AkIxE9GqC5ysUoeo7AYZu4AjF8oltUBsTnU43bK8f70GLTA/w640-h377/Blogger%20Blog%20Me%20Traffic%20Badhane%20ki%20puri%20jankari.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhL3q70uZN1A1HxnUgv6jJAW_tEDp_uDTUSKeiNH-Rni3DxYL1Tv_knRtb14ToCStdYZMt-9hw4WgYT_jUZQOGLcfO3QqnPgj5JM3FqLR8m01NwrtSMDZZlrEd4NN2N1q-OlYcsOx6HiE3AkIxE9GqC5ysUoeo7AYZu4AjF8oltUBsTnU43bK8f70GLTA/s72-w640-c-h377/Blogger%20Blog%20Me%20Traffic%20Badhane%20ki%20puri%20jankari.png
Gyan Ka Phool
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/09/blogtraffic-how-to-increase-any-blog-or.html
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/09/blogtraffic-how-to-increase-any-blog-or.html
true
4550973532095077218
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content