Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.

Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Goo

Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

Dosto! Namasktar!
Mai Suraj Singh Joshi aap sabhi kaa apne Hindi blog “Gyan Ka Phool” me hardik swagat karta hu.

 Dosto! Aaj kaa hamara topic hai - “Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval “

Priy Doston! Yadi aap apne blog me adsense lagna chahte hai, yaa apne blog me adsense code laga chuke hai, yaa aap apne blog me aur bhi naye jagaho me adsense ko lagakar aur bhi adhik paisa kamana chahte hai yadi aap in sabhi sawalon ke jawab janana chahte hai to aap bilkul sahi jagh aaen hai. Kyon ki aaj ke is post me mai aap logo ko adsense sambandhit inhi kuchh prasno kaa uttar lekar aayaa hu. Jisme main aapko google adsense ke code me blog ke sabhi jagahon me lagane kaa tarika (trick) batauga. Jisse aapko aasani se gooogle adsense se asani se aprrovel mil jaega. Jisse aap apne blog ke dwara apne visitors ko jyada se jyada vigyapan dikha sakte hai. Jisse aapka income yaakinan badh jaega.

Addsense Approval kab milega ?

Doston! Addsense kaa approval aapko tabhi milega jab aap ka apna ek website hoga. Jiske bad aapko google adsense me jakar aapko apna ek account register kara hoga. Google addsense me account register ho jane ke bad usme apna website ke address aur url ko submite karne honge. Jiske bad aapko google addsense dwara aapke website ke lie ek adsense kaa coding generate kiyaa jata hai. Jisko aapko apne blog ke theme paste karna hoga. 

Is code ko aapko apne blog ke template yaa theme ke </head> section ke upar yaa <head> ----- </head> section ke bich me paste karne honge. Iske bad aapko kuchh din ka intezar karna hota hai. Jiske bad hi aapko adsese kaa approval google adsese ke team dwara aapko aapke email id me bhejaa jata hai.

Google addsense approval prapt karna itna aasan bhi nahi hai. Kabhi kabhi kuchh naye blogger blog bnate hai uske bad we jald se jald google addsese approval prapt kar lena chahte hai. Lekin ye itna aasan nahi hai. Google adsense approval prapt karne ke lie aapko apne website ko puri tarah handal karna hoga. Pure website ko aapko manage karna hoga, jisme aapko apne blog me addsense ke coding se lekar, seo yaa search engine optimization, aur blog ke sabhi post aur template ke pe dhayan dekar work aur setting karne ke sath sath aapko apne blog ke kuch aawashyak pages jaise – about as, privacy policy, disclaimer, contact as, term & condition ke pages bnakar aapko inka link blog me sahi sthan par rakhne hote hai. Jisse google ke sath sath sabhi blog visitor ko bhi aapke blog ke about aur contact kaa pta chalta hai.

Google Addsense code ko copy krna : -

1. Sabse phle aap google addsense ke website me jakar apne account register kr lijie.

2. Google addsense me account register kar lene ke bad aap ko “Site” kaa menu addsense ke dashboard me left side dikhega. Aapko apne blog ko google adsense me “Site” me add kr lena hai.

3. Apne blog yaa website ko google adsense me add kr den ke bad aapko addsense ke dashboard me left side “ Add” yaa “ vigyaapan” ka option dikhai dega. Isi me aapko click karna hai.

4. Add me click karne ke bad aapko “Get Code” yaa “code Pae” button me click karna hai. Jisse aapko adsense kaa coding naye dialog box me dikhai dega.

5. Dailog box me dikhai dene wale adsense coding ko aapko copy kar lena hai. Ye addsense code is prakar hoga –

<script async src="https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-5433774675848366" crossorigin="anonymous"></script>

6. Is prakar aapko coding ko copy kr lena hai. jise aapko apne blog me lagana hoga. 

Google adsense ke coding ko Blog me Lagane ke Steps Ya tarike :

Dosto, aapko apne blog me adds show karne ke lie google addsense ke coding ko apne blog me laagane honge tabhi aapko google adsense kaa approval prapt hoga. Google adsense kaa approval prapt krne ke lie aapko niche diye gaye tarike ke anusar hi apne adsense ke coding ko blog me lagane honge.

Aapko blog me jitna jyada ho sake utne jagah apne google adsense ke coding ko lagana hoga. Isse aapko adsense kaa approval jaldi mil sakta hai. 

Blog me addsense coding ko nimn likhit jagahon me lagaya jaa sakta hai-
  1. <head> --- </head> tag ke Madhya me.
  2. <data:post.body/> ke upar.
  3. Blog Settings me "Post Template" par. 
Aaiye ab inhe vistar se samajhte hai.

1. <head> ----and --- </head> Tag ke Madhya :

Doston ! google addsense approval coding ko aapko sabse pahle jis jagah lagana hai wo jagah aapke template ke theme me <head> aur </head> tag ke madhay hai. 
  1.  Logine to your blogger dashboard. From https://blogger.com

    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  2.  Ab aapko apne bog dashboard me “Template” section par click karna hai.
  3. Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  4. Ab aapko Blogger dashboard me right side “Edit HTML” ke button par click karna hai.
  5. Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  6. Ab aapko “Choose edit html “ Par click krna hai.
  7. Isse aapke windows me aapke blog ke template yaa theme ka pura kaa pura coding open ho jaega.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  8. Ab aapko unhi html coding box me apne mouse ke curser ko kahi par rakhkar left click karna hai. Jiske bad aapko apne keyboard se “Ctrl+F” key press karna hai. Jisse aapke coding box me ek search box open ho jaega.
  9. Search box me aapko “ <head> “ code ko search karna hai. Jisse yah coding “template ke coding” me highlight ho jaega.
  10. Ab aapne jo google addsense se jo add code copy kiya hai use <head> ke niche paste kar de. uske bad template ko save kar le. 
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 
Is prakarar aapka google addsense ka coding safalta purvak aapke google blogger blog yaa website me add ho jata hai. yadi aapka website sahi tarike se bana huaa hai. jisme post aur images dala hua hai. sath hi aapne top lavel domain aur hosting kaa istemal kiya haua hai. to aapke website yaa blog me kuchh ghanto yaa dino ke bad google adsense ke adds show hone lagega. aapka google addsense approval ho jaega. iske lie apke blog me kuchh jarurri pages bhi hone chhahie - jaise about as , contact as, privacy policy, term & conditions, disclaimer etc. sath hi sath aapka blog yaa website puri tarah se seo yaa search engine optimize hona chahie. kahne kaa matlab hai aapke blog me visitor aane chahie. aaapke blog me pryapt traffic hone chahie.

2.  <data:post.body/> Tag ke Upar:

Google adsense ke coding ko lagan ke niche niche diye gaye steps ko follow kijie –

  1. Logine to your blogger dashboard. From https://blogger.com
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  2. Ab aapko apne bog dashboard me “Template” section par click karna hai.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  3. Ab aapko Blogger dashboard me right side “Edit HTML” ke button par click karna hai.
  4. Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  5. Ab aapko “Choose edit html “ Par click krna hai. Jisse aapke windows me aapke blog ke template yaa theme ka pura kaa pura coding open ho jaega.
  6. Ab aapko unhi html coding box me apne mouse ke curser ko kahi par rakhkar left click karna hai. Jiske bad aapko apne keyboard se “Ctrl+F” key press karna hai. Jisse aapke coding box me ek search box open ho jaega.
  7. Search box me aapko “ <data:post.body/> “ code ko search karna hai. Jisse yah coding “template ke coding” me highlight ho jaega.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  8. Ab Aapko jo coding Google addsense dwara prapt hua hai us coding ko niche diye coding me - "aapka addsense coding here" kee jagah paste kar de. jiske bad pura ka pura coding copy kar le. 
<!-- coding start here -->
<b:if cond='data:blog.pageType == &quot;item&quot;'>
<div align="center"> aapka addsense coding here </div>
</b:if>
<!-- Coding end here -->

 New Coding ko copyr kar lene ke bad aapko ise apne blog ke  <data:post.body/> ke upar paste kar dena hai. jike bad aap apne blog ke template ko save kar sakte hai. 

Is Prakar aapne apne blog ke template yaa theme me <data:post.body/> ke upar google addsense ke coding ko past karke ise apne blog ke sabhi pages me aasani se add kr liya hai.  

<data.Post.body/> ke upar is parkar se google adsense ke html add coding ko past karne kaa mukhya adwantages yaa fayda yah hai ki aapko bari bari se aapko apne blog ke sabhi pages yaa post me adsene ke coding ko past krne ka jarurat nahi padta hai. aap eksath sabhi pages ya post me google adsense ke coding ko aasani se add kr sakte hai. 

Yadi aap addsense kaa jald se jald approval lena chahte hai. yaa abhi takaapko google addsene kaa aproval prapt nhi hua hai tab aapko apne addsense ke coding ko "<data.post.body/> ke upar jarur past karna chahie. jisse google adsense kaa coding aapke blog ke sabhi post aur pages me aasani se add ho jae. isse aapko ek ek krke coding ko past krna nhi padta hai .

3.  Blog Settings ke "Post Template" Me.

Dosto! Yadi aap jayada se jyada apne blog me add dikhana chahte hai to aapko apne blog ke sabhi post me addsense ke coding ko paste karne honge. jiske lie aapko bar  bar google adsense ke coding ko copy karke bar bar apne post me past krne honge.  is parkar aapko bar bar google addsene ke coding ki aawasyakta padta hai. 

inhi bar bar google addsense kee coding ko copy karne aur blog ke post me past karne se bachne ke lie adsense ke coding ko sidha sidha google blog ke setting dashboard ka istemal karke automatic kiya jaa sakta hai. 

Google adssense ke coding ko automatic blog me add krne ke lie google adsense ke add coding ko aapko apne blog ke setting me add karna hoga. jisse aap jab bhi new post bnaenge to aapke blog me bnane wale us post me google addsene ka coding automatic add ho jaega. aapko copy karke past karne kaa jarurat nahi hoga. 

Darsal doston, google blogger ki settings option me aapko " Post " ke niche aur "Comment setting" ke upar " Post Template" kaa option milata hai. yahan aap apne adsnese ke coding ko add kar sakte hai. isse aap jab bhi new post bnaege. us post me yahan add kiya gya coding automatic show hone lagega. ye coding aap apne new post ke sath aasani se save kar sakte hai. jisse aapke blog me automatic add show hona start ho jaega. 

Blog Setting Ke Template me Adsense coding add krne hetu niche diye gye steps ko follow kijie - 
  1. Go to your blogger "blog dashboar". or open - "www.blogger.com"
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  2. "Choose your website or blog" . 
  3. Aapko jis website yaa blog me automatic addsense coding add krna hai us blog kaa chayan kr lena hai. 
  4. Ab aapko Blogger ke dashboard me "setting" ke menu ko open karna hai. Ise upar ke image me dikhaya gya hai. 
  5. Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.

    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  6. Ab aapko "settings" me "post" Setting ke niche aur "Comment Setting" ke upar "Post Template" kaa setting dikhai deta hai. 
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  7. Aapko "post Template " box me " google adsense se copy kiye gye coding ko paste kr dena hai.  
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
    Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne. 

  8. coding ko template me paste kar dene ke bad template ko save kar dena hai. 
Is prakar aapke blog ke template me aapke "google addsense ka coding" add ho chuka hai. isse apko apke pratyek new post me google addsense kaa coding automatic prapt ho jaega. jisko aap aasani se apne post me set kar sakte hai. 

Conclusion :

Doston! Hume ummid hai ki aapko hamara yah post "Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne" jarur pasand aaya hoga. Is Post ko padhne ke bad "google adsense" ko achhi tarike se jan pae honge. Sath hi aapko is post ko padhne ke bad google adsense ko blog yaa website me lagane ke tarikon kaa bhi pta chala hoga. 

Is post Me batayee gai tarikon se yadi aap apne blog me add lagate hai to aapko nishchit hi google addsense kaa approval jald se jald prapt ho sakta hai.  

Isi prakar blog,  website, google adsense, hosting, ya template setting se sambandhit janakariyan padne ke lie hamare blog yaa website me sda vidjite karte rahiye. hum aapke lie futer me bhi isi prakar se navin jankariyan apne is blog me late rahenge. 

aapko hamara yah post kaisa laga hume comment karke jarur bataiye. sath hi yadi aap hume koi sujhav dena chahte hai to aap hume comment ke jariye share kar sakte hai. iske alawa yadi aapke man me kisi bhi prakar ke sawal ho wo bhi aap humse seedhe post ke niche comment ke madhyam se share kr sakte hai. hum apke sawalon ke jawab dene ki puri koshish karnege. aur aapke sujhawon ko bhi apnane ki koshish karenge.  

Is Post me aapne padha : 

"Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne"

Is post ko padhne ke lie aapka sadar dhanyawad. 
jai hindi! 
Wande Matram!! 

COMMENTS

नाम

कान्तिकार्तिक यादव,1,Adsense,2,Alience,1,Bank Knowledge,1,Bhajan,46,Biodata,1,Blogger Templates,22,BLOGGING,64,Body Modifications,5,Border,1,CG Bhojli Geet,1,CG Hostel Superintendent syllabus,1,CG Knowledge,2,CG Lok Geet,52,CG Movie Lyrics,3,CG News,1,CG Suwa Geet,3,Cgnews,3,Chandrayan,1,Changes,1,Cinema,1,Coding,6,Computer,11,Computer Fundamental,9,Courses,1,CSS,13,Darshniy Sthal,1,DCA,1,Desh Bhakti,8,Dilip Sadangi,1,District Dhamtari (CG),1,Download,3,Dukalu Yadav,3,Durga Jas Geet,25,Earning,2,Exam Preparations,5,Festivals,1,Files,1,Films,1,Forms,2,Fruits & Juices,1,Garima Diwakar,1,General Knowledge,28,Gk,6,Godna,1,Google Products,7,Gorelal Barman,1,Government,12,Helth Care,4,Hindi,1,Hindi kahaniyan,3,Hindi Song Lyrics,14,History,8,Holi Geet,1,HTML,17,IAS,1,Internet,1,Kanti Kartic Yadav,1,KANTIKARTIK YADAV JAS GEET,1,Kavita Kosh,9,Keyword Research Tools,1,Khanij,1,Khanij Sansadhan,1,Krishana bhajan,1,larics,7,Lifestyle,2,Loc Geet,25,Lows,2,lyrics,69,Mahabharat,6,Mango Fruits,1,Medical Knowledge,2,Medicine,2,Mehndi,1,Microsoft Office,1,Mobile,2,Mohummad Rafi,1,Movie,1,Ms Excel,1,Namami Datt,1,Nature,1,Navic,1,NEWS,17,Organizations,1,Pain killer,1,Panchtantra ki kahani,3,Parmanand Katholiya,1,PGDCA,1,Pierchings,1,Populor,1,Pratha,2,Product Keys,2,Recipy / Pakwan,1,Requirements,1,Roop Kumar Rathod,1,Sahitya Lekh,13,Satellite's,6,Satnam Bhajan (CG),7,Screen Recorder,1,Search Engine Optimization (SEO),27,Security,2,Security Guard Services,1,Sergery,1,Services,1,Sex,2,Sharad Mor Sati Maa Song Lyrics,1,Shiv Shankar Bhajan,2,Softwares,2,Sonu Nigam,1,Space News,1,Sree Radha Bhajan,2,Story,3,Sunil Soni,1,Suraj Singh Joshi,1,Swarna Diwakar,1,Syllabus,2,Tatoo,3,Tatoo & Pierchings,1,Taurist,1,Telicome India,1,Templates,19,Temple,1,Terrorist,1,Tips & Tricks,8,Traditional Punjabi Dholki Songs Lyrics,1,UP NEWS,1,Vaivahik,1,War,6,Web Browser,1,WEBSITE,62,Windows,1,World Knowledge,1,Youtube,2,
ltr
item
Gyan Ka Phool: Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Google Addesne.
Blog & Page me Google Adsense code ko kahan, Kaise Aur Kitne Jagah lagae ? || Best Setting Or Trick For Google Adsense Approval || Earn Monie with Goo
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjwFTnFNI_DrMy_vOYhHiKKkZ-tF__9aEE5gB-Ys76yRzMStNgssyF9LjMe9ICkBfXR2Ym7RY6Q2F1MVGho2lVr_ADKCLIoQE5IrUCKywdUFYRd-9QrD6RV5pfBYaIu0iDLinIyBE25YB2wnh-rP4Es8vV8LNr9bWBYqnqWFV6shzUFeq6RN5sMmjRuoQ/w640-h458/image.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjwFTnFNI_DrMy_vOYhHiKKkZ-tF__9aEE5gB-Ys76yRzMStNgssyF9LjMe9ICkBfXR2Ym7RY6Q2F1MVGho2lVr_ADKCLIoQE5IrUCKywdUFYRd-9QrD6RV5pfBYaIu0iDLinIyBE25YB2wnh-rP4Es8vV8LNr9bWBYqnqWFV6shzUFeq6RN5sMmjRuoQ/s72-w640-c-h458/image.png
Gyan Ka Phool
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/10/blog-page-me-google-adsense-code-ko.html
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/10/blog-page-me-google-adsense-code-ko.html
true
4550973532095077218
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content