Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity, Disorder, Gen
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन :
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria |
Hellow, Friends! Namskar! Mai Hu aapka dost, Suraj! Doston aaj ke is post me mai aapko sex change sergery ke bare me batanae jaaa raha hu. Doston! aaj sex change sergry ek samanyaa bat ho gya hai. aaj dunia me sabhi log viprit ling me jikar aanand lena chahte hai. is duniaa me kai ese log hai jo janm se to purush hai lekin mahila ki tarah soch rakhte hai ya mahilaaon ki tarah hi jina chahte hai. leking apsos unkaa sharir purush kaa hota hai. jabki swabhaw mahilaon ki tarah hota hai. ese me sex change sergery ke dwara ese logo ko purush se mahila yaa mahila se purush me sex kaa priwartan kar diyaa jata hai. jiske liye doctor sergery karte hai. yah sergery kaphi mahgi sergery hoti hai aur kaphi risky bhi hota hai.
Doston! aaj ke is post me hum male to female sex change sergy ke bare me hi bat karte hai. aur jante hai ki ye male to female sexx change sergery kya hota hai. aur jante hai ki kis prakar koi purush ladke se ladki banta hai. is post me M2F, Male to female sex change sergry kaa pura jankari aapko milega. to chaliye jante hai doston!
Doston! aaj ke is post me hum male to female sex change sergy ke bare me hi bat karte hai. aur jante hai ki ye male to female sexx change sergery kya hota hai. aur jante hai ki kis prakar koi purush ladke se ladki banta hai. is post me M2F, Male to female sex change sergry kaa pura jankari aapko milega. to chaliye jante hai doston!
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria |
Hospital me Doctor yaa Sergen Sex Change Sergery ke Dauran Pesent Jisko jo sex Change Sergery karwa Raha hai yaa jisko Sex Disphoria hai, Jinka hormon Therepy purn rup se ho chukaa hai, Evm jo apna jiwan ek samanya ladki yaa female ki tarah bita raha hai, jab yah bat purn rup se pranit ho jata hai, tab sex change segery ki suruwat doctor yaa sergen dwara kiyaa kiyaa jata hai. Sergery se pahle Pesent ko Manovaigyanik Doctor se bhi milana hota hai. jo vyakti kaa purn rup se janch aur padtal karta hai. jab manovaigyanik doctor apne parikshan me vyakti ko sex change sergery karwane ke yogyaa pata hai, ya samajhta hai tabhi sex change sergy kaa yaah step aage badtha hai. aur doctor yaa sergen dwara vyaakti kaa sex change sergery dwara vyaakti kaa ling parivartan kar diyaa jata hai. yaa ling ko katkar ling ke sthan par vegina yaa yoni kaa kaa nirman kar diyaa jata hai.
Aaiye, Sex Change Sergery ke bare me vistaart se jante hai ki kis prakar kisi purush (male) kaa sex change sergery dwara mahila (Female) body me parivartan kiya jata hai.
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन :
Male to female ( Mahila se purush) Sex Change Sergery ke lie vibhinn parkar ke steps kaa follow kiya jata hai. Pratyek steps me pesent kaa kai prakar se parikshan aur upchar ke sath sath pesent ke sath kai tarah ke manovaigyanik aur anyaa prakar ke prayog bhi kiye jate hai. jiske bad inhi steps me last step me sexx change sergery hota hai. jisme koi purush apna purushatwa ko chhodkar sada sada ke le nari sharir prapt kar leta aur wah nari rup me apne jiwan ki shuruwat karta hai.![]() |
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria |
yadyapi nari sharir prapt kar lene ke bad bhi vah transgeder nari/ transgender female hi kahlaegi. Sex Change Sergery krwakar jo ladke ladki bante hai we garbh dharan nahi karte hai. kyon ki unme bachchedani kaa aabhaw hota hai. jis kaaran se santan kaa sukh unhe prapt nhi hota hai. yah gun kewal prakritik mahilaon ke pash hi hota hai.
1. Sex Change Sergery "Operation" Kaun Krwate Hai ?
Jin logo ko "Gender Disphoria" hota hai Kewal Unhi logo kaa sex change kiya jata hai, ya Sex Change Sergery ya Operation kiya jata hai. arthat ling Priwartan kiya jata hai.
2. Gender Disphoriya Kya hai ?
Sex Change Sergery we log karwate hai jin logo ko "Gender Idintity Disorder " yaa "Gender Disphoria" hota hai. Gender Disphoriya hone par laadka ladki ki tarah jina chahta hai, wahi ladki ( Female ) ladke ke tarah jinaa chahta hai. Means Dono hi sthiti me vyakti jisko Gender disphoria hai wah Viprit sex me jina chahta hai. wah viprit sex me jine me jyada sahaj hota hai. Jin logo ko "Gender Disphoria" hota hai Kewal Unhi logo kaa sex change kiya jata hai. arthat ling Priwartan kiya jata hai.Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria |
Logo me jo Gender Identity Disorder yaa Gender Disphoria kaa shikar hai unme iskaa lakshan 10 se 12 sal / year ki umara me dikhana chalu ho jata hai. Gender Disorder yaa gender Disphoria jihe hota hai wah, yadi purush hai to unme mahilaon wale lakshan hote hai, jaise mahilaon ke kepade pahana ( jaise - Blauj, Sadi, Maxi, Dupatte, Salware aadi), Mahilaon yaa ladkiyaon ke saman Makup karna, Jewellery pahanna, Solah Sringar karna, Mahilaon ki tarah chalna, Bolna, Rahan Sahan, aur Mahilaon ki tarah ki pratyek karya karna our mahilaon ki puri life style apna lena. Ese log Gender identity disorder yaa gender disphoriya me aate hai.
Wahin Female Gender disphoria yaa female identity disorder me ese female ya ladkiyan aati hai jo "ladki ki tarah apna life jina chahti hai, ladkon ke tarah rahna chahte hai, ladkon ke tarah kaam karna pasand hai , ladkon ke tarah kapde pahanna pasand hai, jinko ladkon ke tarah bal chhote rakhana pasand hai ityadi. ye sabhi gender identity disorder yaa Gender disphoriaa ke lakshan hote hai.
Gender Disphoria hone par vyakti "Sex Change Sergery" Operation karwa kar Viprit ling kaa sharir prapt kar leta hai. jisse wah apne jiwan ko aanaand may tarike se jee sakta hai.
3.Age Requirment for Sex Change Sergery "Operation"
Jin logo ko "Gender Disphoria" hota hai Kewal Unhi logo kaa sex change kiya jata hai. jiske liye unka Umra kam se kam 18 sal hona chahiye. 18 Sal se kam umara me "Sex change operation" nahi kiya jata hai. kyonki 18 sal se kam umra me vyakti Mansik taur se sex change sergery ke lie taiyar nahi hota hai. Vaykti ke Balig hone ya 18 sal hone ke bad hi sex change Sergery ya sex change operation kiya jata hai.
4. Full Steps for Male To Female Sex Change Sergery :
Sex Change Sergery 'Male to female' yaa 'female to male' kaphi Risky Sergery hota hai. Purush / male se female sexx change sergery hetu jin steps ka palan kiyaa jata hai ye steps nimn likhit hai.I) Pesent Kaa Mansik Rup Se Taiyar Hona :
Sex Change Sergery kaphi riski hota hai, ek bar Male To Female sex change sergery Ho jane par sharir badal jane (Sex Badal Jane) jiske bad dubara Pahle wala Sarir Ya (Sex) nhi Prapt kar sake.Male To Female Sex Change Sergery ke bad jo pesent Tansgender female bante hai unhe apni puri life transgender female ki tarah hi unhe bitana hota hi. sergery ho jane ke bad we apna purushatwa gawa dete hai. Is lie Male to female Sex Change Sergey se pahle Pasent ko mansik rup se is sex change sergery hetu taiyar hona hoga. tabhi is sergery hetu agle steps ko follow kiyaa jaega yaa palan kiyaa jata hai.
II). Operations Se Pahle Kai Test :
Sex change sergery kiye jane se pahle Manorog visheshagya dwara "Gender Disphoriaa" ya "gender identity Disorder" ka pta lagaaya jata hai, ki vyakti ko vakai me gender Disphoria hai ya nhi. Manorog visheshagya ke dwara vyakti kaa prikshan karek " Gender Disphoria" ya "Gender Identity Disorder" kaa pta lagaya jaaa hai.MTF Sex Change Sergery "Male To Female" Sex Change Sergery me Operation se pahle kai parakar ke test kiye jate hai. iske lie pesent yaa sex change sergery karwane wale vyaakti ko kai prakar ke test se gujarna hota hai. jiske bad hi sergen dwara sex change Sergery kiya jata hai. jisme vyakti ke penish yaa ling ko katkar operation ke dwara mahilaa yoni yaa vegina kaa nirman kar diyaa jata hai.
iske lie pesent kaa manovaigyanik ya saikologic test kiya jata hai. yaah saikological test yaa mano vaigyanik text do "Saikologist" yaa "Manovaigyanik" karte hai. inhi ke dwaara hi vyakti ke swasthya ki puri janche hoti hai. Ki unkaa sharir is Sex Change Sergery Operation ke lie taiyar hai bhi yaa nhi. Saicologist Vyakti ko Sex Change Sergery ke lie taiyar karta hai.
III). Harmon Thereapy :
Male to Female Sex Change Sergery karwane se pahle vyakti ko harmon thearapy lene ki aawashyaakta hota hai. Vyakti ko harmon therapy dwara Female hormon diya jata hai. ye female hormon vyakti hormon therapy me prapt karta hai. Harmon Thearapy ke Dene ke lie doctor vyaakti ko 'injection, Teblate, yaa Cream" upyog karne ke lie de sakte hai.Harmon Thearapy dwara Male vyakti ke Sex hormon Testoran ko kam karne ke lie vyaakti ko haamon therapy diya jata hai jisse vyaakti me female harmon "estrogen & Progesterone" badhana chalu ho jata hai. jisse vyakti yaa pesent kaa sharir yaa body mahila yaa female ki tarah hi balna chalu ho jata hai.
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria |
harmon thearapy dwara vyakti ke sharir me parivartan hota hai, jaise -
- Sir ke balon kaa badhna yaa lamba hona.
- Sharir kaa mahilaon ki tarah chamkna, naram hona.
- Stano kaa vikash hona , ya stano kaa badhna.
- Janghon, Kulhon, aur Nitambo par vasha yaa fait kaa badhna.
- Twachaa ke tel utpadan me vriddhi.
- Kulhon kaa Chauda hona.
- Ling kaa Sikudna.
4. Living On Female Life Style (Minimum 18 Month) :
Jo Vyakti apna sex change sergery karwata hai unhe hormon therarpy lene ke sath hi auraton wali life style ko bhi apnana hota hai. us vakti ko kam se kam 18 mahine mahilaon ki tarah hi jiwan jina hota hai. tabhi usak sex change sergy future me hota paega.esa is lie kiya jata hai taki bad me sergery karwane wale vyakti ko koi pareshani kaa saamna na karna pade. esa islie kiya jata hai taki sex change sergery ke daran vyakti ko unke naye sharir ke mahilaon wale life style me jiwan jine me koi pareshani na ho. jisse unhe sex change sergery ke bad kisi tarah ki koi pachhatawa aadi na ho. vyakti dippression aadi me naa jae.
in sabhi karno ko dekhate hue vyakti ko mahilaon wala lifestyle me jina hota hai. iske lie kam se kam 18 mahine anivarya hai. jiske bad hi us vyakti kaa sex change sergery hota hai. is duran vyakti yadi apne pahle wale sex me jina chahta hai yaa sex change sergery nhi karwane kaa faisla leta hai to wah sex change sergery nahi karwane kaa bhi faisla le sakta hai.
5. Male Sex Harmon ko "Block" Krna :
Sex change sergery me jab vyakti ka harmon thearapy diya jata hai. unhi prakriyaon me vyakti ke Purush harmon " Testostoron" ko blok kr diya jata hai. jisse vyakti ke sarir me purush harmon "Testostoron" kaa banna band ho jata hai. jisse vyakti ke sharir me harmon therapy dwara Mahila harmon " Estrogen aur Progestron" Vyakti ko puri tarah mahila sharir me vyakti ko sharirik aur mansik rup se taiyar karne kaa karyaa karte hai.Is dauran vyakti ka sarir kuchh mahino me mahilaon ki tarah najar aane lagta hai. jisme stan ke sath sath sharir me sir ke bal aadi lambe ho jate hai.
Purush harmon testostoron ko block krne yaa sharir me banne ko rokne ke lie vyakti ko injection lagaya jata hai. ye injection vyakti ko nishchit samyawadhi me 2 bar lagayaa jata hai. jiske bad vyakti kaa sharir badalta hai. Is dauran vakti ke sharir kaa penish kaaphi sikud jata hai aur chhota ho jata hai.
6. Operation "Male To Female" :
Doctro ke team dwara taiyaari kiya gya Sex Change Sergery Ke Operation Process kaa animation yaa video taiyar kiya gya hai. jisme sex change sergery " male to female" Sex Change Sergery ke Pure process ko dikhaya gya hai. ye sex Channge Sergery Male to femae sex change Operation kaa process is prakar hai .Male to Female Sex Change Operation ka Process :
- Male to Female Sex change operation karne hetu vyakti ko sabse pahle operation theator le jayaa jata hai. jahan use operation table me lita diaya jata hai.
- Male to Female Sex Change Sergery Operation karne hetu operation theator me doctoron ki team ke dwara vyakti (pesent) ke dono pairon ko Dono taraf faila diya jata hai. is prakar operate karne ka jagah banaya jata hai.
- Ab Doctor dwara penish ya ling ke upri chamdi ko gole shap me upar ke bhag ko kaat diiya jata hai. aur samne ke bhag ya ling ke upr ke twacha ko alag kar diya jata hai.
- link ke upri twacha ko pichhe ki taraf yaa andashaya ki taraf daba diya jata hai.
- Andashay ko sharir se alag karna : Ab Vyakti ke andashay me bicho bich sergen dwara cutt lagaya jata hai. jisse Vyakti ka Andashaya najar aane lagta hai. jinhe sergen vyakti ke sharir se andashay ko katkar alag kar kar lete hai. is prakar vyakti ke sharir se dono andashay bahar nikal diya jata hai.
- Ling ke chamdi ko niche ki or sarka diya jata hai jisse ling kee nase najar aane lagti hai.
- Ling Me maujud tino (3 nason) nason ko ling se alag alag kar liya jata hai.
- Yahan Ling kaa aheshas dilane wale "Darshal Narv Bandal" , Penish (ling) ke sabse upri hissa "Glans", Aur jahan se Virya aur peshab kaa Strav (Paida) hota hai "Uretra", In teeno ko alg alg kar diya jata hai.
- Ab Doctor yaa sergen dwara is cutting ko sharir me gahrai tak le jaya jata hai.
- Guptang Me Peshab release hone hetu "Peshab kee nashon" ko chhod dia jata hai. Jisse Peshab Relise ( Nikal) Sake. Baki hisse ko sharir se bahar nikal liya jata hai.
- Ab yoni banane kaa process chalu hota hai. jisme Penish ko dhakel kar bithaya gya hota unhe shamne ki taraf khichaa jata hai. uske bad unhe unar ki or ulta mod diya jata hai. aur use sharir ke gahrai tak le jaya jata hai. aur peshab wali nali ke sath jod kar sharir ke andar silai kar diya jata hai.
- Ab Jahan se penish ki twacha andar ki or jati hai us sthan par yoni kaa nirman kiya jata hai. Yahan do Chhed bana diyaa jata hai. jahan Ek chhed me Peshab ki nali ko jod kiya jata hai. jabki dusra chhed "Vegina" Ya banne wala "Yoni" hota hai. is prakar yoni " Vegina" kaa nirman kiya jata hai.
- Yoni Me kapash aadi ke sath maarham aur anya dawaiyan lagakar marham pattiyan kar diya jata hai. Is prakar Sexx Change Sergery kiya jata hai. jisme yoni kaa nirman kiya jata hai.
- Sex Change Sergery "Operation" ke bad ise sukhane ke lie kuchh mahino kaa intezar karna hota hai. jab yah sergery ya Operation Thikk ho jata hai. uske bad doctors ki team ke dwara vyakti ke yoni aa punah mulyankana yaa test (parikshan) kiya jata hai. jisme vyakti ke yoni ka puri tara prayog karke prikshan kiya jata hai.
7. Sex Change Sergery ke Fayde [ Adwantages] :
Doston! Sex Change Sergery ker anek fayde hai. Sex Change Sergery ke dwara hi kisi vyavki ko unke sex se unhe viprit sex me badal diya jata hai. Arthat Purush se mahila ( Male Se Female ) Yaa Mahila se Purush ( Female to Male ) Bana diya jata hai. jisse vyakti viprit Sarir me sex kaa aanand le sakta hai. aur apna jiwan ji sakta hai.8. Cost For Sex Change Sergery "Operation" :
Sex Change Sergery kaa process kaphi kharchila hota hai. kyonki isme sex change sergery ke sath sath any aur kai prakar ke Sergery yaa tritment karne hote hai jaise ( Hormon Thearapy, Brest Implant Sergery, Hair Removel Sergery Etc) jisse sexx change sergery kaaa cost adhitam ho jata hai. Adhikatar log apne bajat ko dekhate haue in sabhi ko karwane ke bajae isme se main steps ya jaruri sergery ko hi karwa lete hai. jisse we Sex change sergery dwara ek sex se dusre sex me apna pahchan bana pate hai. isse sex change sergery ke dauran cost yaa lagat bhi kaam aata hai.
Sex change Sergery kaa process bahut kharchila hai. sex change sergery karwane hetu kam se kma 2 se 2.5 ( do se dhai lakh) rupye kaa kahrcha aata hai. Sath hi sath yah sergery kaphi risky bhi hota hai.
Sex change Sergery kaa process bahut kharchila hai. sex change sergery karwane hetu kam se kma 2 se 2.5 ( do se dhai lakh) rupye kaa kahrcha aata hai. Sath hi sath yah sergery kaphi risky bhi hota hai.
9. After For Sex Change Sergery "Operation" :
Sex Change Sergery ho jane ke bad Medical Cirtificate aur halafnama ke dwara vyakti ke sabhi jaruri kagajo me name aur sex ko badal diya jata hai.
Vyakti ke jaruri dastavej me Jaise - " Rashan kard, Aadhar kard, Votor Id, Draving Licence" Aadi me vyakti ka name aur sex ko govt ko Sex Change Sergery ka medical Cirtificate prastut karke inhe badlane hetu aavedan lagaya jaata hai. jisse govt dwara sex aur name ko verify karke sabhi sarkari document me name aur sex ko update kar diya jata hai. yaa sudhar/ badlav kar diya jata hai.
Vyakti ke Markshit ( jaise high School, Intermediate Certificate, midil school markshit) aadi me vyakti kaa name aur sex purv kaa hi likhaa rahta hai. inme badlav nahi kiya jata hai.
Vyakti ke jaruri dastavej me Jaise - " Rashan kard, Aadhar kard, Votor Id, Draving Licence" Aadi me vyakti ka name aur sex ko govt ko Sex Change Sergery ka medical Cirtificate prastut karke inhe badlane hetu aavedan lagaya jaata hai. jisse govt dwara sex aur name ko verify karke sabhi sarkari document me name aur sex ko update kar diya jata hai. yaa sudhar/ badlav kar diya jata hai.
Vyakti ke Markshit ( jaise high School, Intermediate Certificate, midil school markshit) aadi me vyakti kaa name aur sex purv kaa hi likhaa rahta hai. inme badlav nahi kiya jata hai.
10. Conclusion :
Doston! hume ummind hai ki aapko hamara yah post "Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria" aapko jarur pasand aaya hoga. Aap Sabhi se hamara yah request hai ki is post ko social media me share jarur kare, Taki Sabhi ko iske "Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria" Bare me pta chal sake.
Yadi aapke man men kisi Prakar ki koi sawal yaa sujhav ho to aap comment ke madhyam se humse sajhaa kar sakte hai. hum aapke comment kaa jald se jald uttar ( Reply) dene ka pura koshish karenge. Is post ko padhne ke lie aapka bahut bahut dhanyawad. Isi Prakar se is blog me prakashit (Publish) kiye jane wale anya post ko bhi padhane ke lie is blog ko sada visite karte rahe / is website par aate rahe. hum aapke ke leeye isi prakar se nit navin janakariyan is blogg me publish krte rahte hai. Jinko padhane ke bad aapka gyan humesha badhta hi jaega.
Inhi ke sath doston!, Mai aapka Dost, Suraj, Aapko Punah Blog Par aane ke lie dhayawad karta hun aur aapse is post me vidaa leta hu. Dhanyawad.!!
11. Tags :
#महिला से पुरुष कैसे बनाया जाता है, #फीमेल तो मेल सर्जरी, #ट्रांसजेंडर कैसे बने, #पुरुष से महिला बनना सर्जरी video, #जेंडर चेंज ऑपरेशन, #फीमेल तो मेल सर्जरी कॉस्ट इन इंडिया in Hindi, #ऑपरेशन कैसे होते हैं,#पुरुष का दर्द, #Male To Female (M2F) Sex Change Sergery, #MTF Sergry Full Process In Hindi, #पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है?, #जेंडर चेंज ऑपरेशन , #Gender Identity Disorder, #Gender Disphoria
12. Is Post Me Aapne Padha :
Male To Female (M2F) Sex Change Sergery || MTF Sergry Full Process In Hindi || पुरुष से महिला कैसे बनाया जाता है? जेंडर चेंज ऑपरेशन || Gender Identity Disorder, Gender Disphoria
COMMENTS