Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me

Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi

Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me

Hello, Jay johar......Ram Ram Sangwari ho! 
Aap sabhi ka dost mai suraj singh joshi aap ka apne blog "Gyan ka phool" me hardik swagat karta hun. Doston, aaj ke is post me main apko bataunga ki kaise aap apne blog ya website me koi post publish karne ke bad uske url permalink ko kaise change kr sakte hai ? isliye dosto yaadi apko is prasna kaa uttar janan hai to kripya is post "Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me " ko last tak jarur padhiye.

Post Url Permalink Change karne ke karan :

Doston! jab aap koi bhi blog yaa website bnate hai jisme aap post publish karte hai to aapko kai bar apne post publish karne ke bad us post kaa url change krna pad sakta hai. 
Post ke url ko change krne ke aur bhi kuch karna ho sakte hai jaise ki -
  • Post kaa url Bahut lamba ho jane ke vajah se .
  • SEO ke lie.
  • Post kaa url post title se alg hone ke vajh se.
  • Post kaa url parmalink short hone ke wjah se.
  • Adhik traffic prapt karne ke lie.
ye kuchh eise karan hai jinki vajah se aapko apne post ke url ko change karna padta hai. post ke url parmalink ko change karne ke lie kai logo ko kaphi dikkata kaa samna karna pad jata hai. jiske bad bhi ve apne publish post ke url parmalink ko change nahi kar pate hai .

Publish Blog Post ke Parmalink Change Kyu nhi hota hai ?

Doston! jab aap koi post apne blog me koi url dekar publish kar dete hai, uske bad jab post publish ho jata hai to wah post us url dwara show hota hai. yaadi aap dekhenge apne post editor me to post kaa url change karne kaa option nhi rahta hai.

Post kaa url aap kewal naye post bnate samaya kar sakte hai. jab aap koi naya post banate hai to aapkaa post draft me rahta hai. us waqt us post kaa parmalink generate nahi hua rahta hai. jisse us waqt kuch us post ke lie kisi bhi prakar kaa permalink bnayaa jaa sakta hai. lekin jab aap kisi post ko apne blog me publish kar dete hai. to us post ke url ko change nahi kiaa ja sakta.

Esa islie hota hai kyon ki aapka post us use url me live hota hai yaa published rahta hai. jiske karan aap use post editor me url ko change nahi kr pate hai. lekin iskaa ek trick ya tarikaa main aapko niche btane jaa raha hu. aur wo tarika aapka post editor me hi maujud hai.

Published Blog Post ke Url Permalink ko change karne kaa trika :

Dosto! yadi aap apne blog post ke url permalink ko change krna chahte hai to aapko apne published post ko punah draft bnana hoga. aap apne post ke url permalink ko post publish hone ki dasa me url change nahi kr sakte hai. lekin jab aap apne post ko draft me convert kr denge aap asani se apne post ke url permalink ko change kr sakte hai.

Esa islie hota hai doston kyon ki jab aap apne post ko publish kr dete hai to aapkaa post live ho jata hai jisse post editor me url change nahi hota , jabki post ko punah draft me save kr dene se aapka wah published post draft post bn jata hai jo ki live nahi hota hai. tab aap us post ke permalink ko aasani se change kar sakte hai. blog me kisi published post ke url ko change krne kaa pura process aapko niche batayaa gya hai. Is process yaa steps ko follow krke aap aapne blog ke kisi bhi published post ke url ko aasani se chage kr sakte hai.

Blogger paor post publish karne ke bad permalink ka option disable oh jata hai or user easily post URL edit nahi kar sakta but ek trick se aap blogger post ka link post publish hone ke bad bhi edit kar sakte ho or custom URL use kar sakte ho.

Steps For Published Post Url Permalink Change Process :
Doston yadi aap apne blog ke kisi published post ke live url ko change krna chahte hai to apko niched diye gye steps ya process ko follow krne honge . jisse aap aasani se apne blog ke kisi published post ke url ko change kr sakte hai.

Ye steps is prakar hai -

Step 1:
Sabse pahle aapkaap blogger.com par jaye. jisme ap apni log in email ID kaa upyogk kerke log in kar le.

Step 2:
blog me Email id password se login kar lene ke bad aap jis blog ki post ka URL edit karna hai us blog select karle.

Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me
Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me 

Step 3:
Ab apko jis post ka url pemalink change karna hai us Posts par Diye gye option me se "EDIT" option par click karna hai.

Step 4:
Ab apko blog post editor me left side par aapko upar me "Revert to Draft" ka option dikhai dega jis par aapko click karna hai.

Step 5:
Jab aap "Revert to Draft" button par click karenge to uske bad blogger me aapke Post settings kaa options change ho jayenge. jisse aap apne blog me is naye setting se aap apne post ke Url permalink ko edit kar sakte hai.
Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me
Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me 

Step 6:
Ab aapko apne Post Editor me Post settings par "Permalink" Option par click krna hai.

Step 7:
Iske bad aap " Custom Permalink" ko select kar sakte hai. jisse aap Ab apni post ka URL edit kar sakte hai. aap jis prakar kaa url permalink bnana chahte hai aasani se ab bana sakte hai.

Step 8:
Jab aap URL Permalink bna lete hai to uske bad "Done" Button par click kar dijie. jisse aapkaa url permalink bnkar save ho jaega.

Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me
Trick || How to  Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me 

Step 9:
Ab last me aapko apne post ko sabhi settings ho jane ke bad Post editor me maujud "Publish" Button kaa upyog karke post ko "publish" kar dena hai.

Conclusion :

Ab aap apne post ke url permalink ko browser me open kar ke dekha sakte hai. aapke post kaa pemalink change ho gya hoga. iss prakar aap apne kisi bhi published post ke url permalink ko aasani se change kar sakte hai. Post ke URL change karne ke bad aapko apne post ko jarur publish kr lena chahie jisse aapka post us naye parmalink par publish hokar us url dwara live ho jaega. Is tarah se aap blogger par post publish hone ke bad bhi uska URL Permalink ko asani se change kar sakte hai.

Friends! I hope aapko ye post "Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me " pasand aayee hogi. Is post ko padhne ke bad aap aasani se apne blog me apne published post ke url ko change kar sakenge.

Doston! Ydi aapko hamara ye pos kaisa laga ise niche comment box me comment karke hume jarur bataiyega. yadi aapko is post dwara batayee gai tarike se aapke kisi post kaa url change nahi ho raha hoga to use bhi hume comment me jaur bataiyega. aapke man me koi sawal yaa sujhav hai to use bhi jarur share kijiega. sath hi sath hamare post ko shocial media me bhi apne doston aur ristedaron ke sath jarur share kijiega.

Is Post me aapne jana :

"Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me "

Is post ko padhne ke lie aapka sadar dhanyawad.
Jay johar!
jay hind. Ram Ram Sangwari ho.

COMMENTS

नाम

कान्तिकार्तिक यादव,1,Adsense,2,Alience,1,Bank Knowledge,1,Bhajan,46,Biodata,1,Blogger Templates,22,BLOGGING,64,Body Modifications,5,Border,1,CG Bhojli Geet,1,CG Hostel Superintendent syllabus,1,CG Knowledge,2,CG Lok Geet,52,CG Movie Lyrics,3,CG News,1,CG Suwa Geet,3,Cgnews,3,Chandrayan,1,Changes,1,Cinema,1,Coding,6,Computer,11,Computer Fundamental,9,Courses,1,CSS,13,Darshniy Sthal,1,DCA,1,Desh Bhakti,8,Dilip Sadangi,1,District Dhamtari (CG),1,Download,3,Dukalu Yadav,3,Durga Jas Geet,25,Earning,2,Exam Preparations,5,Festivals,1,Files,1,Films,1,Forms,2,Fruits & Juices,1,Garima Diwakar,1,General Knowledge,28,Gk,6,Godna,1,Google Products,7,Gorelal Barman,1,Government,12,Helth Care,4,Hindi,1,Hindi kahaniyan,3,Hindi Song Lyrics,14,History,8,Holi Geet,1,HTML,17,IAS,1,Internet,1,Kanti Kartic Yadav,1,KANTIKARTIK YADAV JAS GEET,1,Kavita Kosh,9,Keyword Research Tools,1,Khanij,1,Khanij Sansadhan,1,Krishana bhajan,1,larics,7,Lifestyle,2,Loc Geet,25,Lows,2,lyrics,69,Mahabharat,6,Mango Fruits,1,Medical Knowledge,2,Medicine,2,Mehndi,1,Microsoft Office,1,Mobile,2,Mohummad Rafi,1,Movie,1,Ms Excel,1,Namami Datt,1,Nature,1,Navic,1,NEWS,17,Organizations,1,Pain killer,1,Panchtantra ki kahani,3,Parmanand Katholiya,1,PGDCA,1,Pierchings,1,Populor,1,Pratha,2,Product Keys,2,Recipy / Pakwan,1,Requirements,1,Roop Kumar Rathod,1,Sahitya Lekh,13,Satellite's,6,Satnam Bhajan (CG),7,Screen Recorder,1,Search Engine Optimization (SEO),27,Security,2,Security Guard Services,1,Sergery,1,Services,1,Sex,2,Sharad Mor Sati Maa Song Lyrics,1,Shiv Shankar Bhajan,2,Softwares,2,Sonu Nigam,1,Space News,1,Sree Radha Bhajan,2,Story,3,Sunil Soni,1,Suraj Singh Joshi,1,Swarna Diwakar,1,Syllabus,2,Tatoo,3,Tatoo & Pierchings,1,Taurist,1,Telicome India,1,Templates,19,Temple,1,Terrorist,1,Tips & Tricks,8,Traditional Punjabi Dholki Songs Lyrics,1,UP NEWS,1,Vaivahik,1,War,6,Web Browser,1,WEBSITE,62,Windows,1,World Knowledge,1,Youtube,2,
ltr
item
Gyan Ka Phool: Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me
Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi me
Trick || How to Change blog url after publish a post on blogger ? || Blogger Par Post Publish Karne Ke Bad URL Change Kaise Kare? Puri jankari hindi
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhCG-wNQ_JDXf6xOdZvYS6e9gLXNXb0J_CHFcIUx71jvdLFnhHzzRnVmfE7J70SCsxiVDozD6Aw5WblGWFeGB92oVrtqrB3zROY4fv61mvYH4RqnTjBHETWi8PMUmwvHv9dWyi8SvB20z25LZrzmVX2Ka265zbNg4G7_OEPMqAnb2mAVtePFkuDQHmVKQ/w640-h314/post%20kaa%20url%20permalink%20change%20karna.png
https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhCG-wNQ_JDXf6xOdZvYS6e9gLXNXb0J_CHFcIUx71jvdLFnhHzzRnVmfE7J70SCsxiVDozD6Aw5WblGWFeGB92oVrtqrB3zROY4fv61mvYH4RqnTjBHETWi8PMUmwvHv9dWyi8SvB20z25LZrzmVX2Ka265zbNg4G7_OEPMqAnb2mAVtePFkuDQHmVKQ/s72-w640-c-h314/post%20kaa%20url%20permalink%20change%20karna.png
Gyan Ka Phool
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/10/post-url-change-after-published-blog-post.html
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/
https://gyankaphool.blogspot.com/2022/10/post-url-change-after-published-blog-post.html
true
4550973532095077218
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content