VI (Vodafone Idea) Sim Card Ka Number kaise Check Kare ? || How to Find Vi Mobile No ? VI SIM का Number कैसे पता करे Full Details In Hindi
VI (Vodafone Idea) Sim Card Ka Number kaise Check Kare ? || How to Find Vi Mobile No ? VI SIM का Number कैसे पता करे Full Details In Hindi
Hello Friends! Namaskar! Aaj ke is post “VI (Vodafone Idea) Sim Card Ka Number kaise Check Kare ? || How to Find Vi Mobile No ? VI SIM का Number कैसे पता करे Full Details In Hindi” me me mai aapko batauga ki VI (Vodafone Idea) Sim Card kaa NO kaise check kiya jata hai. Is post ko padhene ke bad aap aap kisi anjan vi Vodafone idea sim kard kaa mobile no aasani se pata kar sakte hai. To doston, is post ko pura jarur padhiye jisse aap anjan vi sim card kaa mobile number aasani se nikalna sikh jaege, aap chahe to ise fir auron ko bhi sikha sakte hai.
Doston, Prtyek simcard kaa no, nikalne ke lie kuchh technic hoti hai jinke istemal se unjan mobile sim kaa number dekha jaa sakta hai. Sabhi cumpaniya sim ko operate karne ke lie kuchh code ka istemal karte hai. Inhi codes ke madhyam se kisi bhi sim card ka mobile no check kiya jata hai yaa inhi codes ke madhyam se hi mobile sim card ke balance aur recharge se lekar bahut sare mahtwapurn karyon ko kiya jata hai.
Yadi aapke pas koi Vi sim card hai, lekin yadi aapko us sim card kaa number nahi pta hai to aise se me aaj ka yah post aapke lie faydamand hone wala hai. Kyon ki aaj aap mobile ke dwara apne vi sim kaa number aasani se find kar sakte hai. Aur ye tarika bahut aasan bhi hai. Ise janne ke lie aap suru se ant tak mere post "VI (Vodafone Idea) Sim Card Ka Number kaise Check Kare ? || How to Find Vi Mobile No ? VI SIM का Number कैसे पता करे Full Details In Hindi" me bane rahe.
How to Find Vi Mobile No ? Full Details In Hindi :
Doston, Vi sim card ke no ko aap badi aasani se hamare dwara bataye gaye tarike se check kar sate hai. Ye tarike is prakar hai –
- USSD CODE KE ISTEMAL SE
- Customer Care me call karke
- Anya MOBILE me CALING KE JARIYE
Aaiye doston, ab in tarikon ko vistar se jante hai .
1. USSD CODE KE ISTEMAL SE :
Doston| kisi bhi anjan vi sim card ke no ko aap ussd code ke istemal se aap bade aasani se pta laga sakte hai. Ussd code ko istemal karne ke lie aapke mobile sim card me kisi bhi prakar ke balance ki aawashyakta nahi hoti hai. Balance nahi hone par bhi aap apne vi sim kard se apne vi sim card kaa mobile no aap aasani se jan sakte hai. Iske
Vi Sim card me alg alg area ke hisab se vi compny dwara alg alg ussd code nirdharit kiya gya hai jinke istemal se aap apne vi sim card kaa no aasani se jan sakte hai. Vi sim card ka no jankari den eke lie vi compny ne 7 USSD CODE jari kiya hai. Jinse koi bhi vi customer apne vi sim kard ka number jan sakta hai. Aap apne vi sim card kaa number janne ke lie niche diye gye USSD Number ko dial karke aasani se apne vi sim kard ka number jan sakte hai.
Vi Sim Card ka number fine karne ke lie istemal kiye jane wale USSD CODES :
Vi sim card ka Number Check krne ke lie nimn likhit USSD Code ka istemal kiya jata hai -
- *555#
- *199#
- *131*1#
- *555*0*131*0#
- *111*2#
- *777*0#
- *131*0#
- *555*0#
Upr diye gaye ussd codes ke istemal se kisi bhi vi sim card ka number aasani se prapt kiya ja sakta hai. Iske lie kisi bhi prkar ke recharge ki aawashyakta nhi hota hai. Aap bina recharge ke apne vi sim kaa number jan sakte hai.
Aaiye ab vi sim kard ke number ko nikalne k agle tarike ko jante hai, lekin Is tarike ko istemal karne ke lie aapke mobile phone / sim card me balance ka hona anivarya hai .
2. Customer Care "198" Me Call Karke :
Doston, Yadi aapke vi sim me recharge / balance hai to aap apne vi sim card ka number bade aasani se jan sakte hai. Aap mobile me calling ke jariye yadi sim card ka number janna chahte hai to iske do tarike hai jinke istemal se aap apne vi sim card ka number jan sakte hai.
Yadi aapko USSD CODE ke istemal se vi sim card kaa nuber find karne me koi problem aa rah ho to aap is tarike se kisi bhi vi sim card kaa number jan sakte hai. Ye trika bhi 100% number find karke show karta hai.
Vi sim card se aapko 198 Number me call karne honge,jab aapka call 198 me connect ho jae to aapko customer care officer se call connect krna hai. Iske lie aapko kuch number press karne pad sakta hai. Jiske bad aapka call customer care se connect ho jaega .
Jab aapka call customer care office se connect ho jaega tab aap unse apne mobile vi sim card kaa number batane ka request kar sakte hai. Aap unse recharge karne ke lie vi sim card ka number batane ke lie kah sakte hai. Ki aapko apne vi sim ko recharge karna hai, jiske lie aapko us sim card ka number ki aapko jankari chahie. Jab aap apne vi sim card se customer care officer se bat karnege to aapko ve apke vi sim kard ka number awasya bata denge. Tab aap yah number note kar sakte hai.
3.Vi sim se Kisi dusre mobile me call kare :
Doston! Yadi aapko apne vi sim card ka number janna hai to aap kisi dusre number me call kar sakte hai, lekin iske lie aapke vi sim card me balance kaa hona jaruri hai . tabhi call lag paega. Jab aapka call dusre mobile me connect ho jaega to aap apne vi sim card ke number ko us mobile screen ke incoming call me dekh sakte hai.
Yadi aapke pass wo mobile nhi hai jis number me aapne call kiya hai, tab aap samne wale vyakti se unke mobile me incoming call milne ke dauran show hone wale number ki jankari le sakte hai. Is prakar aap aasani se apne vi sim card ke number ki jankari prapt kar sakte hai.
Doston| Upar bataye gaye teeno tariko ke istemal se aap aasani se kisi bhi vi sim kard ka number jan sakte hai. Yah post aapko vi sim card ka number nikalne me jarur madad kiya hoga. Is post ko aap apne doston aur ristedaron se jarur share kijie. Jisse unhe bhi vi sim card ke number check karne ka jankari mil pae. Jisse ve bhi apne sim card ka number malum kar sake.
Doston! Hum isi prakar se apne blog “Gyan ka phool” me mahatwapurn jankariyon bhara post late rahte hai. Isi prakar ki anya mahatwapurn jankariyaon ko padhne ke lie aap hamare blog me jarur visite karte rahe. Is post ko padhne ke lie aapka sadar dhanyawad.
Is Post me aapne Padha :
VI (Vodafone Idea) Sim Card Ka Number kaise Check Kare ? || How to Find Vi Mobile No ? VI SIM का Number कैसे पता करे Full Details In Hindi